![]() |
|
|||||||
| Home | Register | Forums | Pictures | Arcade Games | Request a Song | Calendar | Search | Today's Posts | Mark Forums Read |
![]() |
|
|
Thread Tools | Search this Thread | Display Modes |
|
#1
|
||||
|
||||
|
Ishq jaise hai ek aandhi, ishq hai ek toofaan
Ishq ke aage bebas hai duniya mein har ilzaam Ishq mein sab deewaane hain, ishq mein sab hairaan Ishq mein sab kuch mushkil hai, ishq mein sab aasaan Dekho pyaare yeh nazaare yeh deewaane yeh parwaane Hai ishq mein kaise gum Haai, tumse milke dil ka hai jo haal kya kahe Ho gaya hai kaisa yeh kamaal kya kahe Tumse milke dil ka hai jo haal kya kahe Ho gaya hai kaisa yeh kamaal kya kahe Dil to hai ek raahi jaana, dil ki tum manzil ho Dil to hai ek kashti jaana jiska tum saahil ho Dil na phir kuch maange jaana tum agar haasil ho Dil to hai mera tanha jaana, aao to mehfil ho Ishq se hi saari khushiyaan, ishq hi barbaadi Ishq hai paabandi lekin ishq hi aazaadi Ishq ki duniya mein yaaron khwaabon ki aabaadi Kho gaya voh jisko manzil ishq ne dikhla di Dekho pyaare yeh nazaare yeh deewaane yeh parwaane Hai ishq mein kaise gum Haai, tumse milke dil ka hai jo haal kya kahe Ho gaya hai kaisa yeh kamaal kya kahe Tumse milke dil ka hai jo haal kya kahe Ho gaya hai kaisa yeh kamaal kya kahe Tumko pooja hai tumhaari hi ibaadat ki hai Humne jab ki hai to phir aise mohabbat ki hai - 2 Dil mera paagal hai jaana, isko tum behla do Dil mein kyoon halchal hai jaana, mujhko tum samjha do Maheka jo aanchal hai jaana, isko tum lehra do Zulf jo baadal hai jaana, mujhpe tum barsa do Jaana leke jaan aaya hai tera yeh deewaana Jaana tujhpe mit jaayega tera yeh parwaana Jaana mere dil mein kya hai tune yeh na jaana Jaana tujhko yaad aayega mera yeh afsaana Dekho pyaare yeh nazaare yeh deewaane yeh parwaane Hai ishq mein kaise gum Haai, tumse milke dil ka hai jo haal kya kahe Ho gaya hai kaisa yeh kamaal kya kahe Tumse milke dil ka hai jo haal kya kahe Ho gaya hai kaisa yeh kamaal kya kahe |
|
|
|
#2
|
||||
|
||||
|
lol dis is beautiful!
|
![]() |
| Thread Tools | Search this Thread |
| Display Modes | |
|
|
Similar Threads
|
||||
| Thread | Thread Starter | Forum | Replies | Last Post |
| Mukesh | admin | Albums and Track Listings | 4 | 06-06-2008 12:55 AM |
| khoya khoya tha-shabd | babygirl | Bollywood Song Lyrics | 2 | 06-29-2006 01:49 PM |
| main yahan hoon-Veer Zaara | Choco gal | Bollywood Song Lyrics | 8 | 04-12-2005 04:02 PM |
| Main hoon Na- Main Hoon Na | Choco gal | Bollywood Song Lyrics | 0 | 02-22-2005 11:53 AM |
| global indian film awards......2004... | babygirl | General Discussions | 1 | 01-28-2005 07:46 PM |